Jashna Hai

Chorus
Jashna hai.. jashna hai.. jashna hai.. jashna hai..

Ek anokha yeh tyohar hai
Khushiyon ki bauchhar hai
Ghar humare aap padhare
Aap ki hi jaijaikar hai

Tumhari hatheli tale, mile ambar ki chhaya

Jo tumhari nazar padi, sukh jeevan ka hai paaya

Har Sukh mein, har dukh mein tun ho humara aadhar

Jashna hai.. jashna hai.. jashna hai.. jashna hai..

Tu hi dost mera, tujhse hi vishwas hai
Tere hone se, apnepan ka ehsas hai

Welcome Dada, We Love You Dada

Teri aankh se, muskaan se barsata kitna dulaar

* * *