Suno Toh Zara Suno toh zara anokhee badi Ek kahani suno Oh Suno toh zara anokhee badi Ek kahani suno Ek pyaarra sa bachha mujhe yaad hai Hum jaisa hi.. par usski alag kahani hai Bada budhimani.. Bada mehnati Bhola bhala sa woh Oof oh.. naam bhi toh bolo naa Batata hun.. batata hun.. Dard kisi ka jo dekhta magar Ek muskaan se woh deta saral Aur naam tha uska Jashan Bolo naam tha uska.. Jashan Aisa pyaarra humara Jashan Aree Aisa pyaarra humara Jashan Koee afsar ya koee sahab bhi ban sakta tha saara jahaan uss ke kadmon mein jhukta tha Kucch bhi naa bhaaya mann ko magar Kiya apna jeevan Guru charno par Guru ke aadeshon par chalta raha Dukhiyoon ki seva woh karta raha.. Naam tha uska..Jashan Bolo naam tha uska..Jashan Aisa pyaarra humara Jashan Aree Aisa pyaarra humara Jashan * * * |