BHEETAR KHOJ KE KHUD KO JAAN

Bheetar Khoj Ke Khud Ko Jaan
Andar Bole Kaun Pachhaan

It Ut Pyaaraa Kyun Tu Bhatke
Maya Mein Aur Aish Mein Atke
Bheetar Khoj Ke Khud Ko Jaan
Andar Bole Kaun Pachhaan

Nijj Roop Apnaa Pachhaan Ai Hansaa
Kahaan Sey Aaya, Kaunsey Desaa
Bheetar Khoj Ke Khud Ko Jaan
Andar Bole Kaun Pachhaan

Yahaan Tu Pyaare, Hai Kis Kinaarey
Akhiyaan Khol Dekh Kaun Nihaarey
Bheetar Khoj Ke Khud Ko Jaan
Andar Bole Kaun Pachhaan

Alakh Dhaam Ke Par Tu Khol
Ram Naam Aa Nuri Bol
Bheetar Khoj Ke Khud Ko Jaan
Andar Bole Kaun Pachhaan

BHEETAR KHOJ KAY (HINDI VERSION) (Bhajan Ganga - Page 85)

PAARN MEIN GOLAY PAS TOON PAARN (Nuri Granth - Page 613)


DIVE DEEP WITHIN ( Nuri Granth – Vol. II - Page 1303)


Dive deep within you, and perceive the reality,
For within you, speaks the Lord!
Dive deep within you, and perceive the reality!

Why do you aimlessly wander, here and there,
Entangled in empty words, and worthless pleasures?
Dive deep within you, and perceive the reality!

Whence have you come, and from which realm?
Realize, who in truth you are!
Dive deep within you, and perceive the reality!

On which shore have you landed here?
Open your eyes, and see who is gazing at you?
Dive deep within you, and perceive the reality!

Just sing the Lord’s name, and spread your wings,
To reach the Land Celestial, O Nuri!
Dive deep within you, and perceive the reality!