BHAVSAAGAR BHAARI SANSAAR

Bhavsaagar Bhaari Sansaar
Mujh Par, Mujh Par, Kar Upkaar
Barsey Baadal, Pawan Phuhaar
Morey Piyaa, Mohe Paar Utaar

Ik Toh Meri, Naiyaa Puraanee
Doojey Main, Akelee Anjaanee
Garjey Baadal, Hawaaein Toofaanee
Morey Piyaa, Mohe Paar Utaar

Dekh Ke Leherein, Mann Ghabraa-ay
Ghanghor Ghataa-ein, Jal Barsaa-ein
Beech Bhanvar Mein, Doob Na Jaaye
Santon Ke Charnon Mein, Rakhoon Pukaar
Morey Piyaa, Mohe Paar Utaar

Avgurn Morey, Tu Naa Vichaar
Meher Nazar Ki, Dey Dey Nihaar
Andherey Mein Aakar, Pilaa Dey Pyaar
Nuri Tujhpar, Sad Balhaar
Morey Piyaa, Mohe Paar Utaar



BHAVSAAGAR BHARI SANSAAR (HINDI VERSION) (Bhajan Ganga - Page 84)

PAAR UTAAR ( Nuri Granth - Page 13)


PRAY, FERRY ME ACROSS ( Nuri Granth – Vol I - Page 30)


This world is a vast and deep ocean,
O Beloved mine! pray ferry me across!

Firstly, old is my boat,
Secondly, alone and helpless I am:
Thirdly, black are the clouds, and violent is the storm,
O grant me, O grant me Thy mercy!

Fourthly ferocious are the rising waves,
Fifthly, down pours the heavy rain!
Fast and ferocious is the current in midstream,
And at the holy feet of the saints, I surrender myself!

O! see not, my faults and failings,
But bestow Thy glance of mercy, on this helpless one!
In the darkness come,
and grant me a sip of Thy water of grace,
And ever a sacrifice unto Thee, is Nuri Nimani!