BHAVSAAGAR BHAARI SANSAAR Bhavsaagar Bhaari Sansaar Mujh Par, Mujh Par, Kar Upkaar Barsey Baadal, Pawan Phuhaar Morey Piyaa, Mohe Paar Utaar Ik Toh Meri, Naiyaa Puraanee Doojey Main, Akelee Anjaanee Garjey Baadal, Hawaaein Toofaanee Morey Piyaa, Mohe Paar Utaar Dekh Ke Leherein, Mann Ghabraa-ay Ghanghor Ghataa-ein, Jal Barsaa-ein Beech Bhanvar Mein, Doob Na Jaaye Santon Ke Charnon Mein, Rakhoon Pukaar Morey Piyaa, Mohe Paar Utaar Avgurn Morey, Tu Naa Vichaar Meher Nazar Ki, Dey Dey Nihaar Andherey Mein Aakar, Pilaa Dey Pyaar Nuri Tujhpar, Sad Balhaar Morey Piyaa, Mohe Paar Utaar ☼ | BHAVSAAGAR BHARI SANSAAR (HINDI VERSION) (Bhajan Ganga - Page 84) PAAR UTAAR ( Nuri Granth - Page 13) PRAY, FERRY ME ACROSS ( Nuri Granth – Vol I - Page 30) This world is a vast and deep ocean, O Beloved mine! pray ferry me across! Firstly, old is my boat, Secondly, alone and helpless I am: Thirdly, black are the clouds, and violent is the storm, O grant me, O grant me Thy mercy! Fourthly ferocious are the rising waves, Fifthly, down pours the heavy rain! Fast and ferocious is the current in midstream, And at the holy feet of the saints, I surrender myself! O! see not, my faults and failings, But bestow Thy glance of mercy, on this helpless one! In the darkness come, and grant me a sip of Thy water of grace, And ever a sacrifice unto Thee, is Nuri Nimani! ☼ |